socho zara
Hum bhi jalaa karte hain, Hum bhi kucchle jaate hain
Sookhe patto'nn ki taraah, kuchh aaj, kuchh kal !~
Mera haal bhi kuch waisa hai. . .
Patto'nn ki tarah zindagi bita ke,
Ek dum shaant se ikk dhaer mei padha tha main. . .
Jalta huwa tujhe dekh apni,
Apni kismat kaisi hai soch raha tha main. . .
Apne se kitno'n ne Kitaabo'n ke pann'ho mein. . .
Dum ghuut ghuut ke jaan di hai,
Kuch to laddhiyo'n mein lag. . .
Auro'n ki khushi ka anng bne hain,
Haaye, kayii to kathhe chuune kimaam ki ragadh lekar. . .
Istemal karke thook diye gaye hain,
Apne jism mein teekhe nashtar khaaker. . .
Darwaze pe Gaende ka toran bne hain,
Main bhi kisi ka pyaar tha kabhi. . .
Aur yeh kya CHARRDH CHARRDH,
koi paero'n talle raounnd gaya mujhe !!
Main bhi Sookhhe patto'nn ki tarha bikhra padha tha yun'hi kahiin
Woh samet bhi gaya mujhe to sirf jalaane ke liye !!
Good Post
ReplyDeleteLook out this wow free download
Toon Network Pakistan Motu Patlu All Movies Collection in hIndi/urdu Download 360p and 240p